Uttarakhand Forum Home
Let your voices heard! - eUttaranchal Forum

Uttarakhand Forum

You are logged in as Guest | Login | Register
Forum Index » Mera Pyara Uttarakhand » Rural Uttarakhand
nai sarkar mai uttarakhand ka pratinidhitwa.

Posted by balwantsinghghugtyal on 04-Jun-2009 at 13:52:02

balwantsinghghugtyal

mera pyare uttatakhand wasio se anurodh hai ki nai sarkar mai uttarakhand ko kewal ek rajaya mantri mila hai . mujhe lagta hai ki manmohan sarkar ne pure uttatakhand ke liye sahi nyay nahin kiya hai. jo rajyamantri mila hai wah bhi haridwar se mp hai. parwatiya mp ke sath sath pure uttarakhandi janmanas ko apna virodh prakat karana chahiye . kripaya uttrakhand forum ke madhyam se apne vichar bhejen. dhanyawad.

TopWelcome to eUttaranchal Forum. Powered by eUttaranchal Network

 
YAtra click here click here